
❂𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐊𝐧𝐨𝐰𝐥𝐞𝐝𝐠𝐞 𝐀𝐧𝐝 𝐌𝐂𝐐𝐬❂🕋📿🕌🌴
❂𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐊𝐧𝐨𝐰𝐥𝐞𝐝𝐠𝐞 𝐀𝐧𝐝 𝐌𝐂𝐐𝐬❂
🕋
📿
🕌
🌴
pinned «
कुछ तकनीकी समस्याओं के कारण हमें एक नया चैनल बनाना पड़ रहा है। अब इस चैनल में शामिल होना सिर्फ बॉट के जरिए होगा। इसके लिए माफ़ कीजिएगा, लेकिन ऐसा नहीं होने पर चैनल ब्लॉक हो सकता है। यह चैनल अब इस्तेमाल में नहीं है।
»
कुछ तकनीकी समस्याओं के कारण हमें एक नया चैनल बनाना पड़ रहा है। अब इस चैनल में शामिल होना सिर्फ
बॉट
के जरिए होगा। इसके लिए माफ़ कीजिएगा, लेकिन ऐसा नहीं होने पर चैनल ब्लॉक हो सकता है। यह चैनल अब इस्तेमाल में नहीं है।
📝
Qur'an me aata hai:``
> "Aqeemus-Salah"
(نماز قائم کرو)
_
🔰
— Iska matlab hai: Namaz ko uski sharait, waqt, aur aadaab ke sath pabandi se ada karna._
*
🔸
Tafseel:*
1. _
⏰
Waqt par namaz padhna_
2. _
🫀
Khushu' aur khudu' ke sath (dil se, dhyan se)_
3. _
💌
Ruku’, sujood, qira’at, sab theek tareeke se_
4. _
💎
Sirf padh lena nahi, usko apne zindagi ka hissa banana_
*
📖
Qur'an (Surah Al-Baqarah: 3) me aata hai:*
> "Wa yuqeemoonas-salah"
(اور وہ نماز قائم کرتے ہیں)
_Or wo Namaz qaim krte hain._
*
🔹
Summary:*
_Namaz qayam karna = Namaz ko poori tarah, sahi tareeke se, dil se, waqt par ada_
1. *Social media* ne logon ko farig aur ghaflat mein daal diya hai
💯
2. Isne _riya-kaari_ , nafrat aur buhtan ko aam kar diya hai
💯
3. Har shakhs apni zindagi ka har lamha show kar raha hai – ikhlaas khatam hota ja raha hai
💯
4. *Ghibat,* ~hasad~ aur jhoot ka bazaar garam hai social media par.
💯
5. Deen se doori aur dunya ki
💯
chaka-chaundh mein uljhan ka sabab ban raha hai.
💯
Apni zindagi mein social media ka istemal soch samajh kar karein – warna yeh fitna ban kar tabahi la sakta hai.